Famous Urdu couplets on Imam Husain's sacrifice: Poetry on Prophet's grandson, the martyrdom and battle of Karbala
मगर तुम्हारे बाद ज़ालिमों का डर नहीं रहा
इफ़्तेख़ार आरिफ
फ़िक्र-ए-हक़-सोज़ यहां काश्त कर नहीं सकती
कर्बला, ताज को बर्दाश्त नहीं कर सकती
जोश मलीहाबादी
शाह अस्त* हुसैन, बादशाह अस्त हुसैन
दीं अस्त हुसैन, दीं पनाह अस्त हुसैन
सर दाद, न दाद दस्त दर दस्त-ए-यज़ीद**
हक़्क़ा कि बिना-ए-ला-इलाहा अस्त हुसैन
ख्वाजा मोईनुद्दीन चिश्ती
Translation:
Ruler is Hussain, Emperor is Hussain,
Faith is Hussain , guardian of faith is Hussain
Offered his head and not the hand to Yazid
Truly, the mirror of faith is Hussain
क़त्ल-ए-हुसैन असल में मर्ग-ए-यज़ीद है
इस्लाम ज़िंदा होता है हर कर्बला के बाद
मोहम्मद अली 'जौहर'
इंसान को बेदार तो हो लेने दो
हर क़ौम पुकारेगी हमारे हैं हुसैन
जोश मलीहाबादी
Now read the couplets in Roman English script:
Husain tum nahi rahe tumhara ghar nahi raha
Magar tumhaare baad zalimoN ka Dar nahi raha
Iftikhar Arif
Fikr-e-haq-soz yahaan kaasht kar nahi sakti
Karbala Taj* ko bardasht nahi kar sakti
Josh Malihabadi
wahi pyaas hai, wahi dasht hai, wahi gharana hai
mashkize se teer ka rishta bahut puraana hai
Iftikhar Arif
Shah ast* Husain, baadshah ast Husain
Dee.n ast Husain, Dee.n panaah ast Husain
sar daad, na daad dast dar dast-e-yazeed**
haqqa, ki binaa-e-la-ilaaha ast Husain
Khwaja Moinuddin Chishti
Qatl-e-Husain asl mein marg-e-yazeed hai
Islaam zinda hota hai har Karbala ke baad
Maulana Mohammed Ali 'Jauhar'
insaan ko bedaar to ho lene do
har qaum pukaaregi hamaare hain Husain
Josh Malihabadi
Mini-dictionary
[*Ast=is, है][dee.n=faith, religion, दीं/दीन]
[**Hussain gave his head, but didn't give his hand i.e. allegiance to the evil Yezid][bina=basis, बुनियाद]