Fani Baduni's ghazal: Zindagi jabr hai aur jabr ke aasaar nahi...
Fani Badauni* [pronunciation Faani] was born in Badaun town in Uttar Pradesh in 1879. He is among the legends of Urdu poetry.
He passed away in 1941. Fani [pronunciation: Faani] is known for the sadness in his poetry. Read his ghazal in Roman, Urdu and Hindi scripts, here:
ज़िंदगी जब्र है और जब्र के आसार नहीं
हाय इस क़ैद को ज़ंजीर भी दरकार नहीं
बे-अदब गिरया-ए-महरूमी-ए-दीदार नहीं
वरना कुछ दर के सिवा हासिल-ए-दीवार नहीं
आसमाँ भी तिरे कूचे की ज़मीं है लेकिन
वो ज़मीं जिस पे तेरा साया-ए-दीवार नहीं
हाए दुनिया वो तिरी सुरमा-तक़ाज़ा आँखें
क्या मिरी ख़ाक का ज़र्रा कोई बेकार नहीं
फ़ानी बदायूंनी
Now read in Roman English transliteration:
zindagi jabr hai aur jabr ke aasaar nahii.n
haay, is qaid ko zaneer bhi darkaar nahiiN
be-adab, girya-e-mahroomi-e-deedaar nahiiN
warna kuchh dar ke siwaa haasil diivaar nahiiN
aasmaa.n bhi tere kuche ki zamii.n hai lekin
voh zamii.n jis pe tara saaya-e-diivaar nahii.n
haay dunia! woh teri surma-taqaaza aankhe.n
kya meri Khaak ka zarra koi bekaar nahii.n
Fani Badauni