Jigar Moradabadi's ghazal: Ek raat aayi, ek raat gayii...
Renowned poet 'Jigar' Moradabadi [pronunciation: Muradabadi] was born in 1890 in UP. Jigar achieved enormous fame in his life and was the leading Urdu poet of his era.
Jigar's style of rendition was unique and he was loved at mushairas. Earlier many of his ghazals have been posted on this blog. Now read a ghazal in short 'beher'.
दिल गया, रौनक-ए-हयात गयी
ग़म गया, सारी कायनात गयी
दिल धड़कते ही फिर गयी वोह नज़र
लब तक आई न थी की बात गयी
दिन का क्या ज़िक्र, तीरह-बख्तों में
एक रात आई, एक रात गयी
उनके बहलाये भी न बहला दिल
रायगाँ सई-ए-इल्तफ़ात गयी
क़ैद-ए-हस्ती से कब नजात जिगर
मौत आयी अगर हयात गयी
जिगर मुरादाबादी
Mini dictionary
[hayaat=life, raaygaa.n=waste,
teerah-bakhto.n=teerah means dark, bakht is destiny, hence, hopeless, gloomy, who see no luck in future]
Now read the same ghazal in Roman English transliteration:
dil gayaa, raunaq-e-hayaat gayii
Gham gayaa, saari kaaynaat gayii
dil dhaRakte hii phir gayii voh nazar
lab tak aayii na thii, ki baat gayii
din ka kyaa zikr, teerah-bakhto.n me.n
ek raat aaii, ek raat gayii
unke bahlaaye bhii na bahlaa dil
raa'egaa.n saee-e-iltfaat gayii
qaid-e-hastii se kab najaat Jiagar
maut aayii, agar hayaat gayii
Jigar Muradabadi
Jigar's style of rendition was unique and he was loved at mushairas. Earlier many of his ghazals have been posted on this blog. Now read a ghazal in short 'beher'.
दिल गया, रौनक-ए-हयात गयी
ग़म गया, सारी कायनात गयी
दिल धड़कते ही फिर गयी वोह नज़र
लब तक आई न थी की बात गयी
दिन का क्या ज़िक्र, तीरह-बख्तों में
एक रात आई, एक रात गयी
उनके बहलाये भी न बहला दिल
रायगाँ सई-ए-इल्तफ़ात गयी
क़ैद-ए-हस्ती से कब नजात जिगर
मौत आयी अगर हयात गयी
जिगर मुरादाबादी
Mini dictionary
[hayaat=life, raaygaa.n=waste,
teerah-bakhto.n=teerah means dark, bakht is destiny, hence, hopeless, gloomy, who see no luck in future]
Now read the same ghazal in Roman English transliteration:
dil gayaa, raunaq-e-hayaat gayii
Gham gayaa, saari kaaynaat gayii
dil dhaRakte hii phir gayii voh nazar
lab tak aayii na thii, ki baat gayii
din ka kyaa zikr, teerah-bakhto.n me.n
ek raat aaii, ek raat gayii
unke bahlaaye bhii na bahlaa dil
raa'egaa.n saee-e-iltfaat gayii
qaid-e-hastii se kab najaat Jiagar
maut aayii, agar hayaat gayii
Jigar Muradabadi